Meri jaan meri jaan ka naam puchhate hain

Galti karke woh galti ka naam puchhate hain,

Dard dekar woh dawa ka naam puchhate hain,

Mar gaye hum unki isi adaa pe,

Hokar meri jaan meri jaan ka naam puchhate hain.

Comments