Shayri on Pyar me Dhoka !! Nakaam si koshish kiya karte hain









Nakaam si koshish kiya karte hain,

Hum hain ki unse pyar kiya karte hain,

Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha,

Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain