Yaad

Mera dost mujhse puchhta hai ki,
Main use kitna yaad karta hu.
Ab wo kya jane ki
Barish ki boondo ki kabhi Ginti
nahi hoti.